SEARCH RESULTS
Showing search results for "वुसअत-ए-जल्वा"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "वुसअत-ए-जल्वा"
Ghazal
kahaa.n ye vus.at-e-jalva kahaa.n ye diida-e-ta.ng
kabhii tujhe kabhii apne ko dekhtaa huu.n mai.n
Hadi Machlishahri
Ghazal
ye sitam uf aatish-e-diidaar bha.Dkaane ke baad
ho ga.e ruu-posh vo ik jalva dikhlaane ke baad
Naresh M. A
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "वुसअत-ए-जल्वा"
Ghazal
kyaa jaane kab vo sub.h-e-bahaaraa.n ho jalva-gar
daur-e-KHizaa.n me.n jis se bahalte rahe hai.n ham
Aale Ahmad Suroor
Quote
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Najeeb Ahmad
Ghazal
maut ko darkaar thii ik vus.at-e-be-hadd-o-paayaa.n
zindagii ko qabr kaa sunsaan konaa chaahiye thaa
Nayyar Aaqil
Ghazal
ye to talab nahii.n ki ba-qadr-e-talab mile
lekin ba-qadr-e-vus.at-e-daamaa.n kabhii kabhii
Syed Muzaffar Ahmad Ziya
Ghazal
gul-fishaanii-haa-e-naaz-e-jalva ko kyaa ho gayaa
KHaak par hotii hai terii laala-kaarii haa.e haa.e