SEARCH RESULTS
Showing search results for "शिकवा"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "शिकवा"
Ghazal
shikva-e-zulmat-e-shab se to kahii.n behtar thaa
apne hisse kii ko.ii sham.a jalaate jaate
Ahmad Faraz
Nazm
shikwa
jur.at-aamoz mirii taab-e-suKHan hai mujh ko
shikva allaah se KHaakam-ba-dahan hai mujh ko
Allama Iqbal
PAGE MATCHES FOR "शिकवा"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "शिकवा"
Nazm
hum jo tarik rahon mein mare gae
kis ko shikva hai gar shauq ke silsile
hijr kii qatl-gaaho.n se sab jaa mile
Faiz Ahmad Faiz
Sher
'shaad' Gair-mumkin hai shikva-e-butaa.n mujh se
mai.n ne jis se ulfat kii us ko baa-vafaa paayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
sab kaa ahvaal vahii hai jo hamaaraa hai aaj
ye alag baat ki shikva kiyaa tanhaa ham ne
Shahryar
Ghazal
vo kare.n bhii to kin alfaaz me.n teraa shikva
jin ko terii nigah-e-lutf ne barbaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
merii zabaa.n pe shikva-e-ahl-e-sitam nahii.n
mujh ko jagaa diyaa yahii ehsaan kam nahii.n