SEARCH RESULTS
Showing search results for "सामान-ए-वज्द"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "सामान-ए-वज्द"
Ghazal
'vajd' ham ab tak na samjhe ramz-e-takmiil-e-vafaa
dam ghuTaa raato.n ko aksar jaan aadhii ho ga.ii
Wajd Chughtai
Ghazal
saamaan-e-vajd fitna-e-mahshar ko de diyaa
vo KHaak par hamaarii jo daaman-kashaa.n nahii.n
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
ahl-e-irfaa.n ke liye hotaa hai ye saamaan-e-vajd
jhuumte rahte hai.n le kar tere diivaane kaa naam
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
Sikandar Ali Wajd
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "सामान-ए-वज्द"
Ghazal
rahegii 'vajd' tirii kaa.enaat-e-dil barham
kahaa thaa kis ne ki us husn-e-be-misaal ko dekh
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
'vajd' naa-paidi-e-ehsaas-e-masarrat kaa sabab
aadat-e-girya-o-zaarii hai tujhe kyaa maaluum
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
vo KHush hai.n 'vajd' arz-e-haal kar le
yahaa.n fursat nahii.n arz-e-hunar kii
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
raushnii chand maqaamaat me.n mahduud nahii.n
'vajd' parvaaz ko paaband-e-manaazil na banaa