SEARCH RESULTS
Showing search results for "हम-राही"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हम-राही"
Ghazal
chal pa.De.n raah-e-qanaa.at pe agar ham 'raahii'
KHatm ye hirs kaa sartaan bhii ho saktaa hai
Iqbal Rahi
Ghazal
itnii zaalim to na thii gardish-e-dauraa.n 'raahii'
itne be-bas to na ham ishq ke maare the kabhii
Mustafa Rahi
Ghazal
'raahii' vo is liye kabhii hote nahii.n KHafaa
vo jaante hai.n ham ne manaanaa to hai nahii.n
Iqbal Rahi
PAGE MATCHES FOR "हम-राही"
MORE MATCHES FOR "हम-राही"
Ghazal
vo din bhii yaad hai.n jab ye haal thaa ki ham par
ha.nstii rahii thii duniyaa ham dekhte rahe the
Mustafa Rahi
Ghazal
ham aa ke gaa.nv se pachhtaa.e shahr me.n 'raahii'
yahaa.n kisii kaa bhii aslii pata nahii.n miltaa
Dr. Rahi
Ghazal
Rahi Masoom Raza
Ghazal
kare.n to kis pe kare.n e.atibaar ai 'raahii'
har ek dost ko ham aazmaa.e baiThe hai.n
Kazim Raza Rahi
Ghazal
'raahii' KHafaa hai.n ham se vo lekin karam ye hai
rakhte hai.n vo KHayaal hamaaraa kabhii kabhii
Rasheed Khan Rahi
Ghazal
ham Dubaa aa.e svayam apnii hii kashtii 'raahii'
tuu to bekaar hii badnaam hu.ii jaatii hai
Bal Swaroop Rahi
Nazm
chand aansu
KHalaa to ab us ke piichhe piichhe hii rah gayaa hai
jahaa.n ham aise faqiir tahliil ho ke 'raahii'