SEARCH RESULTS
Showing search results for "हर्फ़-ए-इनायत"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हर्फ़-ए-इनायत"
Ghazal
sikhaa diyaa hai ye darbaa.n ko us parii-ruu ne
'inaayat' aa.e to kah de huzuur ghar me.n nahii.n
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
vahshat ko sun ke bole 'inaayat' se yuu.n tabiib
ham kaise haath Daale.n ye aazaar dekh kar
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
shaan-e-KHudaa ki taan 'inaayat' pe vo kare.n
jo log tansen ke KHud rishta-daar hai.n
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
bech kar mahram-e-zartaar KHariidaa us ne
jis parii-ruu ne 'inaayat' tiraa diivaa.n dekhaa
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
mehr ne sun ke ye ash.aar 'inaayat' se kahaa
tum 'nizaamii' ho ki 'saadii' ho ki 'KHaaqaanii' ho
Inayat Ali Khan Inayat
MORE MATCHES FOR "हर्फ़-ए-इनायत"
Ghazal
us ke lahje me.n ko.ii chiiz to shaamil thii ki aaj
dil pe is harf-e-inaayat ne giraa.n-baarii kii
Irfan Siddiqi
Ghazal
vo harf-e-aarzuu jis par mukammal zabt hai ab tak
kahii.n aisaa na ho sharminda-e-iz.haar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
ai chashm-e-yaar terii inaayat kaa shukriya
vo dard-e-dil diyaa hai ki jis kii davaa na ho
Naresh M. A
Ghazal
kar diyaa Garq mujhe tum ne sahaaraa de kar
ye 'inaayat hai to phir ghaat kise kahte hai.n
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
tuu harf-e-ishq-o-basiirat hai lab na sii apne
zamaana tujh se bhii teraa KHayaal puuchhegaa