SEARCH RESULTS
Showing search results for "हुदूद-ए-वक़्त"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हुदूद-ए-वक़्त"
Sher
huduud-e-vaqt ke darvaaze muntazir hai.n 'nasiim'
ki tuu ye faasle kar ke ubuur dastak de
Naseem Sahar
Sher
huduud-e-vaqt se baahar ajab hisaar me.n huu.n
mai.n ek lamha huu.n sadiyo.n ke intizaar me.n huu.n
Adil Mansuri
MORE MATCHES FOR "हुदूद-ए-वक़्त"
Ghazal
huduud-e-vaqt se aage u.Daan bharte rahe
amiir-e-vaqt kaa mansab gayaa jalaal gayaa
Shahid Ahmad Shoaib
Ghazal
huduud-e-vaqt ke darvaaze muntazir hai.n 'nasiim'
ki tuu ye faasle kar ke ubuur dastak de
Naseem Sahar
Ghazal
huduud-e-vaqt me.n mahduud kar ke insaa.n ko
KHud apne vaaste kyuu.n laa-makaa.n banaayaa hai
Mohammad Ali Manzar
Sher
fasiil-e-jism pe taaza lahuu ke chhii.nTe hai.n
huduud-e-vaqt se aage nikal gayaa hai ko.ii
Shakeb Jalali
Ghazal
fasiil-e-jism pe taaza lahuu ke chhii.nTe hai.n
huduud-e-vaqt se aage nikal gayaa hai ko.ii
Shakeb Jalali
Ghazal
maqaam-e-vasl se aage hai laa-makaa.n kaa safar
huduud-e-vaqt se aage nishaa.n kisii kaa nahii.n
Moid Rasheedi
Ghazal
sab ko ye fikr haath se ab ek pal na jaa.e
duniyaa huduud-e-vaqt se aage nikal na jaa.e