SEARCH RESULTS
Showing search results for ".hvba"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".hvba"
Ghazal
tum bhii ho biite vaqt ke maanind huu-ba-huu
tum ne bhii yaad aanaa hai aanaa to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
andaaz huu-ba-huu tirii aavaaz-e-paa kaa thaa
dekhaa nikal ke ghar se to jho.nkaa havaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
BOOKS MATCHES FOR ".hvba"
MORE MATCHES FOR ".hvba"
Sher
andaaz huu-ba-huu tirii aavaaz-e-paa kaa thaa
dekhaa nikal ke ghar se to jho.nkaa havaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ko.ii bhii tujh saa mujhe huu-ba-huu kahii.n na malaa
kisii kisii me.n agarche milii ko.ii ko.ii baat
Jawad Sheikh
Ghazal
huu-ba-huu merii tarah chup-chaap mujh ko dekhtaa hai
ik laraztaa KHuub-suurat aks saaGar me.n akelaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
tamaam raat havaa.o.n kaa gasht jaarii thaa
savere tak na rahaa ko.ii huu-ba-huu baaqii
Aabid Adeeb
Ghazal
mai.n dekhtaa huu.n kise kuchh mujhe nahii.n maaluum
ko.ii bhii saamne aa jaa.e huu-ba-huu tuu hai
Asim Wasti
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
zamiin aur muqaddar kii ek hai fitrat
ki jo bhii boyaa vahii huu-ba-huu nikaltaa hai
Aadil Rasheed
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
mirii suurat bhii tujh sii huu-ba-huu hai
bahut arse se KHud me.n mai.n huu.n Gaa.eb
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
mushaabahat ke ye dhoke mumaasalat ke fareb
miraa tazaad liye mujh saa huu-ba-huu kyaa hai