SEARCH RESULTS
Showing search results for ".jlau"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".jlau"
Ghazal
tire jilau me.n bhii dil kaa.np kaa.np uThtaa hai
mire mizaaj ko aasuudgii bhii raas nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
aa.nkho.n me.n sulagtii hu.ii vahshat ke jilau me.n
vo hairat o hasrat kaa jahaa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
jau adam kii jaan hai jo hai payaam-e-zindagii
us sukuut-e-raaz us aavaaz kii baate.n karo
Firaq Gorakhpuri
MORE MATCHES FOR ".jlau"
Nazm
nau-jawan se
tire jilau me.n na.ii jannate.n na.e dozaKH
na.ii jazaa.e.n anokhe azaab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
wirsa
jo tire haq kaa tasavvur hii fanaa kar Daale.n
haath uThaa apne magar un ke jilau me.n na uThaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ye kaun aataa hai tanhaa.iyo.n me.n jaam liye
jilau me.n chaa.ndnii raato.n kaa ehtimaam liye
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
falastini shohda jo pardes mein kaam aae
saare an-dekhe rafiiqo.n kaa jilau saath rahaa
kitne haatho.n se ham-aaGosh miraa haath rahaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
panap sakaa na KHayaabaa.n me.n laala-e-dil-soz
ki saazgaar nahii.n ye jahaan-e-gandum-o-jau
Allama Iqbal
Nazm
nashat-e-umid
aaj jo bartan hai.n to kal ghar karo
maltii hai mushkil se inhe.n naan-e-jau
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ahl-e-dil ugaa.e.nge KHaak se mah o anjum
ab guhar subuk hogaa jau ke ek daane se