SEARCH RESULTS
Showing search results for ".njd"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".njd"
Nazm
shikwa
dard-e-lailaa bhii vahii qais kaa pahluu bhii vahii
najd ke dasht o jabal me.n ram-e-aahuu bhii vahii
Allama Iqbal
Ghazal
Muneer Niyazi
Marsiya
ummat kaa naam sun ke jhukaayaa sar ek baar
KHush-nuud ho ke kahne lage shaah-e-zul-fiqaar
Meer Anees
Ghazal
hai najd me.n sukuut havaa.o.n ko kyaa hu.aa
lailaa.e.n hai.n KHamosh divaane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
Ghazal
tujhe hādsāt-e-paiham se bhī kyā milegā nādāñ
tirā dil agar ho zinda to nafas bhī tāziyāna
Jigar Moradabadi
PAGE MATCHES FOR ".njd"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".njd"
Nazm
tin aawazen
vo ye kahte hai.n tuu KHush-nuud har ik zulm se hai
vo ye kahte hai.n har ik zulm tire hukm se hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
qais-e-majnuu.n kaa tasavvur ba.Dh gayaa jab najd me.n
har baguula dasht kaa lailaa-e-mahmil ho gayaa
Abul Kalam Azad
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
qais saahab kis liye bhaTke.nge najd-e-shauq me.n
mil hii jaa.egaa ko.ii ham saa maqaamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
najd kii samt se ye shor-e-anaa-lailaa kyuu.n
shoKHii-e-husn agar parda-e-vahshat me.n nahii.n