SEARCH RESULTS
Showing search results for ".njd"
Ghazal MATCHES FOR ".njd"
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
hai najd me.n sukuut havaa.o.n ko kyaa hu.aa
lailaa.e.n hai.n KHamosh divaane kidhar ga.e
Akhtar Shirani
Ghazal
tujhe hādsāt-e-paiham se bhī kyā milegā nādāñ
tirā dil agar ho zinda to nafas bhī tāziyāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
qais-e-majnuu.n kaa tasavvur ba.Dh gayaa jab najd me.n
har baguula dasht kaa lailaa-e-mahmil ho gayaa
Abul Kalam Azad
Ghazal
Saghar Nizami
Ghazal
qais saahab kis liye bhaTke.nge najd-e-shauq me.n
mil hii jaa.egaa ko.ii ham saa maqaamii aadmii
Aftab Hussain
Ghazal
najd kii samt se ye shor-e-anaa-lailaa kyuu.n
shoKHii-e-husn agar parda-e-vahshat me.n nahii.n
Asghar Gondvi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
qais ye meraaj-e-ulfat hai ki ejaaz-e-junuu.n
najd ke har zarre ko tasviir-e-lailaa kar diyaa
Ehsan Danish
Ghazal
kyuu.nkar na sahl ho mujhe raah-e-dayaar-e-ishq
laayaa huu.n dasht-e-najd kaa naqsha uThaa ke mai.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
sabaa qabiila-e-lailaa me.n u.D ga.ii ye KHabar
ki naaqa najd ke a.araabiyo.n ne luuT liyaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ye bilaa fikr se kuchh ned hu.ii hai 'hasan'
jii me.n aataa hai ki kuchh khaa.iye aur so rahiye
Meer Hasan
Ghazal
najd se qais jo aayaa mare zindaa.n kii taraf
der tak gosh-bar-aavaaz-e-salaasil Thahraa
Ameer Minai
Ghazal
tere hii misr kaa malaal tere hii najd kaa KHayaal
shahr-ba-shahr kuu-ba-kuu gaam-ba-gaam thaa mujhe
Anwar Shuoor
Ghazal
ye junuu.n-zaar miraa mere Gazaalo.n kaa jahaa.n
meraa najd aa hii gayaa meraa tataar aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
yaa rab hisaar-e-najd se ab uTh sake na 'josh'
yuunaan de rahaa hai duhaa.ii diyaa kare
Josh Malihabadi
Ghazal
sang barsegaa na logo.n kii malaamat hogii
merii duniyaa me.n ko.ii najd kaa baazaar nahii.n
Kashif Shakeel
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
ham bhii diivaane hai.n vahshat me.n nikal jaa.e.nge
najd ik dasht hai kuchh qais kii jaagiir nahii.n