aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for ".wog"
Vag Devi Parkashan, Bikaner
Publisher
Jade Snow Wong
1922 - 2006
Author
Leader jab aansoo bahaa kar logon se kahte hain ki mazhab khatre mein hai to ismein koi haqeeqat nahi hoti. Mazhab aisi cheez hi nahi ki khatre mein pad sake, agar kisi baat ka khatra hai to woh leaderon ka hai jo apna ulloo seedha karne ke liye mazhab ko...
Society ke usoolon ke mutaabiq mard mard rahta hai, khwaah uski kitaab-e-zindagi ke har waraq par gunaahon ki siyaahi lipi ho. Magar woh aurat jo sirf eik martaba jawaani ke be-panaah jazbe ke zer-e-asar ya kisi laalach mein aakar ya kisi mard ki zabardasti ka shikaar ho kar eik lamhe...
Vaishya paida nahi hoti, banaai jaati hai. Ya khud banti hai. Jis cheez ki maang hogi mandi mein zaroor aaegi. Mard ki nafsaani khwaahishaat ki maang aurat hai. Khwaah woh kisi shakl mein ho. Chunaanche is maang ka asar ye hai ki har shahar mein koi na koi chakla maujood...
Jis aurat ke darwaaze shahar ke har us shaksh ke liye khule hain jo apni jebon mein chaandi ke chand sikke rakhta ho. Khwaah woh mochi ho ya bhangi, langda ho ya loola, khubsoorat ho ya karihatul manzar, uski zindagi ka andaaza ba-khoobi lagaya ja sakta hai....
Yaad rakhiye ghurbat laanat nahi hai jo use laanat zaahir karte hain woh khud mal'oon hain. Woh khud us ameer se do laakh darje behtar hai jo apne kashti khud apne haathon se kheta hai......
विगوگ
wig
Woh Tera Shair Woh Tera Nasir
Hasan Rizvi
Woh Shahr
Amina Iqbal Ahmad
Novel
Woh Baizawi Tasweer
Edgar Allan Poe
Short Story
Woh Jo Shairy Ka Sabab Hua
Kaleem Aajiz
Majmua
Woh Bhi Ek Zamana Tha
Anees Amrohvi
Biography
Mujhe To Hairan Kar Gaya Woh
Ahmad Aqeel Rubi
Ab Woh Utarne Wala Hai
Anees Rafi
Short-story
Woh Qurbatein Si Woh Fasle Se
Mirza Zafarul Hasan
Travelogue
Jo Mere Woh Raja Ke Nahin
Sughra Mehdi
Stories
Woh Jinhein Koi Nahin Janta
Anwar Sabri
Profiles
Woh Aur Dusre Afsane Darame
Rasheed Jahan
Woh Jo Qarz Rakhte The
Farhat Ishtiyaq
Symbolic / Artistic Stories
Pahla Woh Ghar Khuda Ka
Ghulam Rasool Mehr
Aangan Mein Vouh
Aangan Mein Woh
Mushtaq Mehdi
Siyaasat aur mazhab ki laash hamaare naam-war leader apne kandhe par uthaae phirte hain aur seedhe-saade logon ko jo har baat maan lene ke aadi hote hain ye kahte-phirte hain ki woh is laash ko az sar-e-nau zindagi bakhsh rahe hain....
Bhook kisi qism ki bhi ho, bahut khatarnaak hai. Aazaadi ke bhookon ko agar ghulaami ki zanjeerein hi pesh ki jaati rahin to inquilaab zaroor hoga... Roti ke bhooke agar faaqe hi kheenchte rahe to woh tang aa kar doosre ka niwaala zaroor chhinenge... Mard ki nazron ko agar aurt...
Gadaa-gari qaanoonan band kar di jaati hai, magar woh asbaab-o-elal door karne ki koshish nahi ki jati jo insaan ko is fe'al par majboor karte hain. Aurton ko sar-e-baazaar jism-faroshi ke kaarobaar se roka jaata hai magar uske muharrekaat ke isteesaal ki taraf koi tawajjoh nahi deta....
Maujuda nizaam ke tahat jiski baag-dor sirf mardon ke haath mein hai, aurat khwaah woh ismat-farosh ho ya ba-ismat, hamesha dabi rahi hai. Mard ko maujooda akhtiyaar hoga ki woh uske mutalliq jo chaahe raae qayam kare....
Vaishya sirf usi mard par apne dil ke tamaam darwaaze kholegi, jisse use mohabbat ho. Har aane jaane wale mard ke liye woh aisa nahi kar sakti....
Jis tarah ba-ismat aurtein vaishyaon ki taraf hairat aur tajjub se dekhti hain, theek usi tarah woh bhi unki taraf usi nazar se dekhti hain....
Vaishya ko sirf baahar se dekha jaata hai. Iske rang-roop, uski bhadkeeli poshaak, aaraaish-o-zebaaish dekh kar yahi nateeja nikaala jaata hai ki woh khushhaal hai. Lekin ye durust nahi....
Mere nazdeek woh baap apni aulaad ko jinsi bedari ka mauqa dete hain jo din ko band kamron mein kaee-kaee ghante apni biwi se sar dabwaane ka bahaana laga kar hum-bistri karte hain....
जब उसकी आँख खुली, वो वक़्त से बे-ख़बर था। उसने दायाँ हाथ बढ़ा कर बैड टेबल से सिगरेट का पैकेट उठाया और सिगरेट निकाल कर लबों में थाम लिया।...
Bazari aurtein samaaj ki paidaawaar hain aur samaaj ke waza-karda qawaaneen ki khaad unki parwarish karti hai. Agar unko achcha banana darkaar hai to saare jism ke nizaam ko durust karne ki zaroorat hai. Jab tak samaaj apne qawaaneen par az sar-e-nau ghaur na karega, woh "Najaasat" door na hogi...
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books