SEARCH RESULTS
Showing search results for ".xurf"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".xurf"
Nazm
shikwa
qahr to ye hai ki kaafir ko mile.n huur o qusuur
aur bechaare musalmaa.n ko faqat vaada-e-huur
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
adl hai faatir-e-hastii kaa azal se dastuur
muslim aa.ii.n hu.aa kaafir to mile huur o qusuur
Allama Iqbal
Ghazal
usii kaa shahr vahii mudda.ii vahii munsif
hame.n yaqii.n thaa hamaaraa qusuur niklegaa
Ameer Qazalbash
MORE MATCHES FOR ".xurf"
Ghazal
qaasid ko apne haath se gardan na maariye
us kii KHataa nahii.n hai ye meraa qusuur thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
qusuur ho to hamaare hisaab me.n likh jaa.e
mohabbato.n me.n jo ehsaan ho tumhaaraa ho
Parveen Shakir
Ghazal
thaa vo to rashk-e-huur-e-bahishtii hamii.n me.n 'miir'
samjhe na ham to fahm kaa apnii qusuur thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
us kaa qusuur ye thaa bahut sochtaa thaa vo
vo kaamyaab ho ke bhii naakaam rah gayaa