SEARCH RESULTS
Showing search results for "Muhtasib"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "muhtasib"
Ghazal
ye shahr-daar-o-muhtasib-o-maulavii hii kyaa
piir-e-muGaan-o-rind-o-qalandar bhii kuchh nahii.n
Jaun Eliya
Sher
ai mohtasib na phe.nk mire mohtasib na phe.nk
zaalim sharaab hai are zaalim sharaab hai
Jigar Moradabadi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
mohtasib
मोहतसिब مُحتَسِب
ombudsman, censor, an officer who supervises observance of laws and punishes offenders
Arabic
muhtasib-e-aa'la
मुहतसिब-ए-आ'ला مُحتَسِبِ اَعلیٰ
سب سے بڑا محتسب ؛ (جدید) وہ اعلیٰ عہدے دار جو سرکاری اداروں اور اہل کاروں کے خلاف لوگوں کی شکایات کی تحقیقات کے لیے مقرر ہو ۔
muhtasib kaa ko.Daa
मुहतसिब का कोड़ा مُحتَسِب کا کوڑا
ڈرانے دھمکانے کی چیز، خوف دلانے والی شے۔
MORE MATCHES FOR "muhtasib"
Sher
mohtasib tasbiih ke daano.n pe ye gintaa rahaa
kin ne pii kin ne na pii kin kin ke aage jaam thaa
Saail Dehlvi
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Sher
taaziir-e-jurm-e-ishq hai be-sarfa mohtasib
ba.Dhtaa hai aur zauq-e-gunah yaa.n sazaa ke ba.ad
Altaf Hussain Hali
Sher
na mohtasib kii KHushaamad na mai-kade kaa tavaaf
KHudii me.n mast huu.n apnii bahaar me.n gum huu.n
Siraj Lakhnavi
Ghazal
mohtasib ne jo nikaalaa hame.n maiKHaane se
duur tak aa.nkh milaate ga.e paimaane se
Ashk Rampuri
Sher
tark-e-sharaab bhii jo karuu.ngaa to mohtasib
to.Duu.ngaa tere sar se piyaala sharaab kaa
Munawar Khan Ghafil
Sher
ai mohtasib namaaz-e-mohabbat kaa vaqt hai
dil baa-vuzuu hai aur Gazal keh rahaa huu.n mai.n
Aasi Faiqi
Sher
Bekhud Dehlvi
Sher
mohtasib aa.o chale.n aaj to mai-KHaane me.n
ek jannat hai vahaa.n aap kii jannat ke sivaa
Aziz Warsi
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
na mohtasib kii na huur-o-jinaa.n kii baat karo
mai-e-kuhan kii nigaar-e-javaa.n kii baat karo
