SEARCH RESULTS
Showing search results for "a.dse"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "a.dse"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Nazm
hamesha der kar deta hun
use aavaaz denii ho use vaapas bulaanaa ho
hamesha der kar detaa huu.n mai.n
Muneer Niyazi
Ghazal
kis liye jiite hai.n ham kis ke liye jiite hai.n
baarhaa aise savaalaat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
PAGE MATCHES FOR "a.dse"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "a.dse"
Nazm
paheli
nefe me.n a.Dse hu.e note karaare do-chaar
aur qamar-ba.nd me.n chaabii kaa vo bhaarii guchchaa
Ishrat Afreen
Ghazal
aks ghaTte ba.Dhte hai.n shiishagarii hai ek sii
soch ke adse judaa hai.n raushnii hai ek sii
Jan Kashmiri
Sher
vo afsaana jise anjaam tak laanaa na ho mumkin
use ik KHuub-suurat mo.D de kar chho.Dnaa achchhaa