SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.iina-vaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aa.iina-vaar"
Ghazal
kisii kaa naqsh nahii.n baa.ndhi.yegaa aa.nkho.n me.n
jise bhii dekhiye aa.iina-vaar dekhiyegaa
Ahmad Shahryar
Ghazal
aa.iina-vaar diida-e-dil terii samt hai
is hairatii ko apne zaraa yaar dekhnaa
Mohammad Zakariyya Khan
Ghazal
dil tiraa faulaad ho to aap ho aa.iina-vaar
saaf yak-baarii sune merii agar ruudaad tuu
Bahadur Shah Zafar
PAGE MATCHES FOR "aa.iina-vaar"
MORE MATCHES FOR "aa.iina-vaar"
Ghazal
haatho.n me.n vaqt ke to ko.ii sang bhii na thaa
kyuu.n TuuT kar bikhar ga.e aa.iina-vaar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aa.iina-vaar KHush hai.n bahut be-libaasiyaa.n
jaise ki nang-o-naam kii chaadar bhii kuchh nahii.n
Ramesh Tanha
Kulliyat
kyaa kyaa jhamak ga.e hai.n ruKHsaar-e-yaar dono.n
rah rah ga.e mah-o-KHur aa.iina-vaar dono.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
aa.iina-vaar vus.at-e-zauq-e-junuu.n kaa hai
har zarra merii KHaak kaa sahraa kahe.n jise
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Sher
haTaa.o aa.ina ummiid-vaar ham bhii hai.n
tumhaare dekhne vaalo.n me.n yaar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Sher
aa.iina hii ko kab ta.ii.n dikhlaa.oge jamaal
baahar kha.De hai.n kitne aur ummiid-vaar bhii
Meer Hasan
Ghazal
KHvaahisho.n ko gale kaa haar na kar
maut se KHud ko ham-kanaar na kar
Rahbar Tabani Dariyabadi
Ghazal
havaa ke vaar pe ab vaar karne vaalaa hai
charaaG bujhne se inkaar karne vaalaa hai