SEARCH RESULTS
Showing search results for "aakaash"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aakaash"
Sher
kaise aakaash me.n suuraaKH nahii.n ho saktaa
ek patthar to tabii.at se uchhaalo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
aavaara-mizaajii ne phailaa diyaa aa.ngan ko
aakaash kii chaadar hai dhartii kaa bichhaunaa hai
Nida Fazli
Ghazal
Rahat Indori
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aakaash"
Ghazal
kaise aakaash me.n suuraaKH nahii.n ho saktaa
ek patthar to tabii.at se uchhaalo yaaro
Dushyant Kumar
Sher
aakaash kii hasiin fazaa.o.n me.n kho gayaa
mai.n is qadar u.Daa ki KHalaa.o.n me.n kho gayaa
Kamil Bahzadi
Sher
bhuuk me.n ishq kii tahziib bhii mar jaatii hai
chaa.nd aakaash pe thaalii kii tarah lagtaa hai
Shakeel Azmi
Nazm
jugnu
dahak uThaa hai taraavat kii aa.nch se aakaash
ze-farsh taa-falak a.ng.Daa.iyo.n kaa aalam hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
sair ke vaaste sa.Dko.n pe nikal aate the
ab to aakaash se pathraav kaa Dar hotaa hai
Dushyant Kumar
Ghazal
Rahat Indori
Doha
chi.Diyaa ne u.D kar kahaa meraa hai aakaash
bolaa shikraa Daal se yuu.nhii hotaa kaash
Nida Fazli
Hindi Ghazal
mat kaho aakaash me.n kohraa ghanaa hai
ye kisii kii vyakti-gat aalochnaa hai
Dushyant Kumar
Nazm
KHuda
puure kaa puuraa aakaash ghumaa kar baazii dekhii mai.n ne!
kaale ghar me.n suuraj rakh ke
Gulzar
Hindi Ghazal
dukh nahii.n ko.ii ki ab uplabdhiyo.n ke naam par
aur kuchh ho yaa na ho aakaash sii chhaatii to hai
Dushyant Kumar
Nazm
parchhaiyan
ye sar-zamiin se aakaash kii parastish-gaah
utaarte hai.n tirii aartii sitaara o maah
Firaq Gorakhpuri
Sher
baiThaa hu.aa huu.n lag ke dariiche se mahv-e-yaas
ye shaam aaj mere baraabar udaas hai






