SEARCH RESULTS
Showing search results for "andaaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "andaaz"
Ghazal
har ek baat pe kahte ho tum ki tuu kyaa hai
tumhii.n kaho ki ye andaaz-e-guftuguu kyaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
jawab-e-shikwa
har ko.ii mast-e-mai-e-zauq-e-tan-aasaanii hai
tum musalmaa.n ho ye andaaz-e-musalmaanii hai
Allama Iqbal
MORE MATCHES FOR "andaaz"
Ghazal
jis ne daanista kiyaa ho nazar-andaaz 'vasiim'
us ko kuchh yaad dilaa.e.n to dilaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Sher
andaaz apnaa dekhte hai.n aa.ine me.n vo
aur ye bhii dekhte hai.n ko.ii dekhtaa na ho
Nizam Rampuri
Sher
Mirza Ghalib
Ghazal
hai du.aa yaad magar harf-e-du.aa yaad nahii.n
mere naGmaat ko andaaz-e-navaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
milne ko yuu.n to milaa kartii hai.n sab se aa.nkhe.n
dil ke aa jaane ke andaaz judaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Sher
pahle is me.n ik adaa thii naaz thaa andaaz thaa
ruuThnaa ab to tirii aadat me.n shaamil ho gayaa
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
apnaa ye haal ki jii haar chuke luT bhii chuke
aur mohabbat vahii andaaz puraane maa.nge