SEARCH RESULTS
Showing search results for "andaaz"
Nazm MATCHES FOR "andaaz"
Nazm
jawab-e-shikwa
KHas o KHaashaak se hotaa hai gulistaa.n KHaalii
Gul-bar-andaaz hai KHuun-e-shohdaa kii laalii
Allama Iqbal
Nazm
ye meri ghazlen ye meri nazmen
vo jis ke andaaz KHusravaana the
aur adaa.e.n Gariib sii thii.n
Ahmad Faraz
Nazm
mear
shaa.ir ab tak to ye kahtaa thaa ki meraa mahbuub
kuchh is andaaz se chup-chaap mire paas aayaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
KHizr-e-rah
uTh ki ab bazm-e-jahaa.n kaa aur hii andaaz hai
mashriq-o-maGrib me.n tere daur kaa aaGaaz hai
Allama Iqbal
Nazm
hiras
mai.n jise pyaar kaa andaaz samajh baiThaa huu.n
vo tabassum vo takallum tirii aadat hii na ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
Diary
apne apne andaaz se pahante hai.n vaqt lekin
jo mai.n ne kaaTii thii thaan se ik qamiiz
Gulzar
Nazm
uzr-e-gunah
jaan-e-man mujh se bajaa hai ye shikaayat terii
ki mire sher me.n maazii kaa vo andaaz nahii.n
Rais Amrohvi
Nazm
KHasare yun bhi hote hain
tumhaarii ma.azarat kaa ko.ii bhii andaaz
merii be-sadaa hotii hu.ii dha.Dkan ko
Narjis Afroz Zaidi
Nazm
mirza ghaalib
shaahid-e-mazmuu.n tasadduq hai tire andaaz par
KHanda-zan hai Guncha-e-dillii gul-e-shiiraaz par
Allama Iqbal
Nazm
sair-e-kashmir ka ek tassur
'aazaad'! zaraa dekh tuu ye aalam-e-arza.ng
mausam ke ye andaaz bahaaro.n ke ye naira.ng