SEARCH RESULTS
Showing search results for "anwarul hasan anwar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "anwarul hasan anwar"
Sher
bhuulne vaale tujhe yaad kiyaa hai barso.n
dil-e-viiraa.n ko yuu.n aabaad kiyaa hai barso.n
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
ab bhii 'anvaar' pashemaanii-e-KHaatir ho na kyuu.n
umr-e-rafta tujhe barbaad kiyaa hai barso.n
Anwarul Hasan Anwar
Sher
kuchh andaliib kaa KHuun jigar bhii hai shaamil
gulo.n kii bazm kii ra.ngiiniyaa.n ba.Dhaane me.n
Anwarul Hasan Anwar
Sher
sukuun-e-dil na mayassar hu.aa zamaane me.n
na yaad rakhne me.n tum ko na bhuul jaane me.n
Anwarul Hasan Anwar
Sher
vo iztiraab-e-musalsal kaa lutf kyaa jaane
musiibato.n se jo ghabraa gayaa zamaane me.n
Anwarul Hasan Anwar
MORE MATCHES FOR "anwarul hasan anwar"
Ghazal
mai.n vo mahruum-e-mohabbat huu.n ki 'anvaar' mirii
jo du.aa hai vahii mahruum-e-asar hotii hai
Anwarul Hasan Anwar
Sher
ye avadh hai ki jahaa.n shaam kabhii KHatm nahii.n
vo banaras hai jahaa.n roz sahar hotii hai
Anwarul Hasan Anwar
Sher
ab tire hijr me.n yuu.n umr basar hotii hai
shaam hotii hai to ro ro ke sahar hotii hai
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
rahegaa muddato.n charchaa miraa zabaano.n par
kisii kii bazm se 'anvaar' uTh ke jaane me.n
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
shukr 'anvaar' jafaa.o.n pe na kyuu.nkar kiijiye
kyuu.nki shikva ho to ehsaan-fraamoshii ho
Anwarul Hasan Anwar
Sher
bijlii girii thii kab ye kisii ko KHabar nahii.n
ab tak chaman me.n aag lagii hai bahaar me.n
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
phir kis kii yaad aa.ii ki 'anvaar' aaj-kal
motii piro rahaa huu.n garebaa.n ke haar me.n
Anwarul Hasan Anwar
Sher
be-KHayaalii me.n bhii phir un kaa KHayaal aataa hai
vahii tasviir mire pesh-e-nazar hotii hai
Anwarul Hasan Anwar
Sher
saath jo de na sakaa raah-e-vafaa me.n apnaa
be-iraada bhii use yaad kiyaa hai barso.n