SEARCH RESULTS
Showing search results for "baada-e-a.aguur"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baada-e-a.aguur"
Ghazal
kaif baaqii hai vo is me.n ki nahii.n jis ko KHumaar
baada-e-sher ko.ii baada-e-a.aguur nahii.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
ashk se chashm ke ham zaKHm-e-jigar dhote hai.n
KHuun-e-dil baada-e-a.aguur hu.aa KHuub hu.aa
Nasim Maysori
Nazm
katik ka chand
duur pahu.nche hai.n sarakte hu.e uude baadal
chaa.nd tanhaa hai (agar us kii balaa.e.n le le.n?)
Ibn e Insha
Ghazal
nahii.n shaa'ir siyaasat-daa.n hai is ko
shu'uur-e-baada-o-saaGar nahii.n hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
MORE MATCHES FOR "baada-e-a.aguur"
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
yaa.n baada-e-ahmar ke chhalakte hai.n jo saaGar
ai piir-e-muGaa.n dekh ki hai saarii dukaa.n surKH
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
pii baada-e-ahmar to ye kahne lagaa gul-ruu
mai.n surKH huu.n tum surKH zamii.n surKH zamaa.n surKH
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ye vaqt kaa hai taqaaza ki hai fareb-e-nazar
ki beTaa baap ke qad se ba.Daa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
KHallaaq-e-husn-o-ishq ba.Daa dil-navaaz hai
taKHliiq-e-sham.a hote hii parvaana ban gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
vasl me.n achchhii tarah jab baada-paimaa.ii hu.ii
u.D ga.ii kaafuur ban ban kar hayaa aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
shaiKH-e-zamaa.n qadiim ravish ke buzurg hai.n
kitnaa ba.Daa hai gumbad-e-dastaar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
har taraf chhaane lagii.n mad.hoshiyaa.n
ashk-e-bulbul jab ki baada ho gayaa