SEARCH RESULTS
Showing search results for "bad-gil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bad-gil"
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
paa-ba-gil sab hai.n rihaa.ii kii kare tadbiir kaun
dast-basta shahr me.n khole mirii zanjiir kaun
Parveen Shakir
MORE MATCHES FOR "bad-gil"
Sher
use paa-ba-gil na rakhtaa jo KHayaal-e-tiira-baKHtii
jise zarra kah rahe ho yahii ik sharaar hotaa
Natiq Gulavthi
Kulliyat
gul-gasht kii havas thii so-to ba-giir aa.e
aa.e jo ham chaman me.n ho kar asiir aa.e
Meer Taqi Meer
Sher
paa-ba-gil be-KHudii-e-shauq se mai.n rahtaa thaa
kuucha-e-yaar me.n haalat mirii diivaar kii thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
dekhiye us ko to har baat gul-e-tar kii tarah
baat kiije to vahii shaKHs hai patthar kii tarah
Khalid Yusuf
Ghazal
shabnam ba-gul-e-laala na KHaalii z-adaa hai
daaG-e-dil-e-bedard nazar-gaah-e-hayaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
tark-e-talluq
paa-ba-gul raat Dhalegii na sahar aa.egii
ko.ii suuraj kisii mashriq se na niklegaa kabhii
Shaz Tamkanat
Sher
ek hii phuul thaa bas gul-kada-e-husn me.n tuu
chun liyaa aa.nkh me.n apnii tire shaidaa.ii ne
Abdul Hai Aarfi
Ghazal
chanaare.n vaadiyo.n me.n mushta.il hai.n
dareGaa sarv abhii tak paa-ba-gil hai.n