SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-zarb"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "be-zarb"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "be-zarb"
MORE MATCHES FOR "be-zarb"
Ghazal
bahut be-zaar hotii jaa rahii huu.n
mai.n KHud par baar hotii jaa rahii huu.n
Ambarin Salahuddin
Sher
ranj-o-Gam Thokare.n maayuusii ghuTan be-zaarii
mere KHvaabo.n kii ye ta.abiir bhii ho saktii hai
Akhtar Shahjahanpuri
Ghazal
yaa.n hosh se be-zaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
us bazm me.n hushyaar hu.aa bhii nahii.n jaataa
Fani Badayuni
Ghazal
shahr kaa shahr hai be-zaar kahaa.n jaa.uu.n mai.n
aur tanhaa.ii hai dushvaar kahaa.n jaa.uu.n mai.n
Khursheed Akbar
Sher
kii be-zarii falak ne havaale najiib ke
paajii har ek saahab-e-zar aa.e hai nazar