SEARCH RESULTS
Showing search results for "chole"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chole"
Ghazal
ruke to gardishe.n us kaa tavaaf kartii hai.n
chale to us ko zamaane Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
ye bhi ghalat hai wo bhi ghalat
aaluu chhole khaa kar bole
barfii ek kilo hai kaafii
Ahmad Hatib Siddiqi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chole"
Nazm
aaTa
jis ne gehuu.n khaa liyaa dozaKH me.n gole khaa.egaa
jis ko jannat chaahiye vo sirf chhole khaa.egaa
Shaukat Thanvi
Ghazal
ye inkisaar ke putle ye siim-o-zar kii sanaa
ye masKHare hai.n ki chole me.n gorkan apne
Aamir Suhail
Mazahiya Shayari
kyaa kyaa nahii.n thaa apnii tavaazo' me.n un ke ghar
chhole maTar vo aaluu-buKHaaraa ki haa.e haa.e
Masroor Shahjahanpuri
Ghazal
Rabia Basri
Nazm
chaT wala
Tikyaa.n ye aaluu.o.n kii is par maze ke chhole
lazzat jo un kii paa.e guu.ngaa zabaan khole
Abdul Mateen Niyaz
Ghazal
aadmii ke par lage hai.n jab se simTii hai zamii.n
des jaise bhes ko darkaar hai.n chole ka.ii
Syed Fakhruddiin Balley
Ghazal
ruuh kii bosiidgii ko dafn karne ke liye
dekhiyegaa badle kis kis tan ke chole jaa.e.nge
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
tarah tarah ke ye chole na tuu badal baabaa
tujhe jo faisla karnaa hai kar aTal baabaa