SEARCH RESULTS
Showing search results for "dagdaga"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dagdaga"
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
to.D ye azm-shikan daGdaGa-e-pand bhii to.D
Kaifi Azmi
Ghazal
kuchh hausla ba.Dhaataa andaaz-e-lutf-e-jaanaa.n
kuchh daGdaGa saa hotaa kuchh kuchh umiid hotii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
quvvat-e-kal ke masaaleh se aur itne bad-zan
vaa.e bar-daGdaGa-e-ahl-e-munaajaat ai 'josh'
Josh Malihabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dagdaga"
Ghazal
KHauf kyaa daGdaGa-e-hashr se hai mujh ko 'muhib'
piir-e-man haidar-e-karraar hai allaah allaah
Waliullah Muhib
Ghazal
gale me.n lagtii hai ifraat-e-shauq se phaa.nsii
pa.De na halq me.n phandaa to DagDagaa ke piyuu.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
haTaa ke phir ruKH-e-zebaa se Gairiyat kaa hijaab
har ek daGdaGa-e-dil saqar-rasiid kare.n
Muzaffar Shikoh
Ghazal
fazaa-e-baaG se hai gosha-e-qafas KHush-tar
gar apne dil me.n na ho daGdaGa rihaa.ii kaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
ye daGdaGa hai aur sabab iztiraab kaa
aa.egaa daur kaunsaa ahd-e-vafaa ke baad
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
ye tumhe.n ho ki pa.De daGdaGa-e-hashr me.n ho
faariG-ul-baal hai ek ek qalandar vaa.iz