SEARCH RESULTS
Showing search results for "darnaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "darnaa"
Ghazal
chale laakh chaal duniyaa ho zamaana laakh dushman
jo tirii panaah me.n ho use kyaa kisii se Darnaa
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Nazm
safar ke waqt
ye william hai 'onTal' hai aur 'TarpaTii-naal'
tum in ke saath mirii jaa.n drink se Darnaa
Jaun Eliya
Ghazal
zinda rahnaa hai to haalaat se Darnaa kaisaa
ja.ng laazim ho to lashkar nahii.n dekhe jaate
Meraj Faizabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "darnaa"
Ghazal
bichha.D ke mujh se ye mashGala iKHtiyaar karnaa
havaa se Darnaa bujhe charaaGo.n se pyaar karnaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
agar chubhtii hu.ii baato.n se Darnaa pa.D gayaa to
mohabbat se kabhii tumko mukarnaa pa.D gayaa to
Asim Wasti
Ghazal
Darnaa hai to an-jaanii aavaaz se Darnaa
ye to 'aanis' dekhaa-bhaalaa sannaaTaa hai
Aanis Moin
Ghazal
mahfuuz KHaamushii kii panaaho.n me.n thaa magar
guu.njii ik aisii chiiKH ki Darnaa pa.Daa mujhe
Ameer Imam
Sher
maut bar-haq hai to phir maut se Darnaa kaisaa
ek hijrat hii to hai naql-e-makaanii hii to hai
Tariq Matin
Sher
mirii nazar me.n ga.e mausamo.n ke rang bhii hai.n
jo aane vaale hai.n un mausamo.n se Darnaa kyaa
Mushfiq Khwaja
Ghazal
mirii nazar me.n ga.e mausamo.n ke rang bhii hai.n
jo aane vaale hai.n un mausamo.n se Darnaa kyaa
Mushfiq Khwaja
Ghazal
kisii kii aa.nkh me.n KHud ko talaash karnaa hai
phir us ke baa'd hame.n aa.ino.n se Darnaa hai