SEARCH RESULTS
Showing search results for "daruun-e-zaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "daruun-e-zaat"
Ghazal
daruun-e-zaat tirii dastaras me.n aa.e baGair
ham apne aap se nikle.nge sar jhukaa.e baGair
Ahmad Ayaz
Ghazal
daruun-e-zaat kaa iz.haar karne vaale hai.n
ajiib log hai.n had paar karne vaale hai.n
Noor Amrohvi
Ghazal
daruun-e-zaat hujuum-e-azaab Thahraa hai
kahaa.n ye silsila-e-iztiraab Thahraa hai
Moid Rasheedi
MORE MATCHES FOR "daruun-e-zaat"
Ghazal
mujh ko daruun-e-zaat kaa naqsha dikhaa.ii de
aa.iina vo dikhaa.o ki chehra dikhaa.ii de
Zaheer Ahmad
Ghazal
daruun-e-zaat raushnii simaT rahii thii
daruun-e-zaat ek zaKHm bhar rahaa thaa
Vikas Sharma Raaz
Ghazal
jitnii ziyaada aagahii ba.Dhtii ga.ii mirii
utnaa daruun-e-zaat simaTtaa chalaa gayaa
Shaukat Fahmi
Nazm
malum karo
jis manzil par inkaar-e-daruun-e-zaat-e-alam
ehsaas-e-bad duur ho jaa.egaa
Farrukh Yar
Ghazal
kabhii daruun-e-zaat ke manzar the in me.n
kankar hii kankar hai.n ab taalaabo.n me.n
Khawer Eijaz
Ghazal
baahar apne KHol se na aa sake tamaam umr
ham daruun-e-zaat KHalfashaar dekhte rahe
Quaiser Khalid
Ghazal
hamaarii baat zaruurii nahii.n ki sach hii ho
daruun-e-zaat kii tasviir hai.n nigaahe.n bhii
Dilnawaz Siddiqi
Ghazal
phir us ke baa'd har ik samt vahshate.n ho.ngii
daruun-e-zaat rahe ibtidaa.ii tanhaa.ii