SEARCH RESULTS
Showing search results for "dayaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dayaa"
Sher
dozaKH o jannat hai.n ab merii nazar ke saamne
ghar raqiibo.n ne banaayaa us ke ghar ke saamne
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Sher
samjhaa hai haq ko apne hii jaanib har ek shaKHs
ye chaa.nd us ke saath chalaa jo jidhar gayaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
sang-e-be-qiimat taraashaa aur jauhar kar diyaa
sham-e-ilm-o-aagahii se dil munavvar kar dayaa
Qaisar hayat
Ghazal
hijr-o-visaal-e-yaar kaa parda uThaa diyaa
KHud ba.Dh ke ishq ne mujhe meraa pataa diyaa
Firaq Gorakhpuri
PAGE MATCHES FOR "dayaa"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
dayaa
दया دَیا
pity, kindness, sympathy, compassion, mercy, benevolence, favour, fellow-feeling
Sanskrit
MORE MATCHES FOR "dayaa"
Sher
laa.e us but ko iltijaa kar ke
kufr TuuTaa KHudaa KHudaa kar ke
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Geet
Sahir Ludhianvi
Nazm
ahd-e-saza
ye ek ahd-e-sazaa hai jazaa kii baat na kar
du.aa se haath uThaa rakh davaa kii baat na kar
Habib Jalib
Ghazal
jab ho chukii sharaab to mai.n mast mar gayaa
shiishe ke KHaalii hote hii paimaana bhar gayaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Sher
buto.n kii galii chho.D kar kaun jaa.e
yahii.n se hai ka.aba ko sajda hamaaraa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Sher
kyaa lutf jo Gair parda khole
jaaduu vo jo sar pe cha.Dh ke bole
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
ishq-baazii baazii-e-shatra.nj hai
chaal naadaa.n rah gayaa daana chalaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Nazm
mere azizo, mere rafiqo
fareb ne jin ke aadmii ko
haqiir o buzdil banaa diyaa hai
Ali Sardar Jafri
Ghazal
kahe thii ye tiflii me.n dekh us ko daaya
ye la.Dkaa tarah-daar paidaa hu.aa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Sher
junuu.n kii chaak-zanii ne asar kiyaa vaa.n bhii
jo KHat me.n haal likhaa thaa vo KHat kaa haal hu.aa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Sher
jab mile do dil muKHil phir kaun hai
baiTh jaa.o KHud hayaa uTh jaa.egii









