SEARCH RESULTS
Showing search results for "farmaan-e-barhaman"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "farmaan-e-barhaman"
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
kaise bach paa.oge farmaan Gam-e-hijraa.n se
ye mohabbat kaa hai dastuur ba.Dii mushkil hai
Farman Ziyai Sirojni
Ghazal
'farmaan' kyo.n udaas hai chehra bataa.iye
aaj aap aa rahe ho nazar kuchh niDhaal se
Farman Ziyai Sirojni
Ghazal
tumhaarii bazm me.n 'farmaan' kii to kyaa haqiiqat hai
jo aa jaa.e vo apnii zaat se begaana ho jaa.e
Farman Ziyai Sirojni
Ghazal
Farman Ziyai Sirojni
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "farmaan-e-barhaman"
Ghazal
ek ham hai.n jo rahe taaba-e-farmaa.n ho kar
ek tum ho jo abas fitna-o-shar tak pahu.nche
Kanval M. A
Nazm
shikwa
apne parvaano.n ko phir zauq-e-KHud-afrozii de
barq-e-deriina ko farmaan-e-jigar-sozii de
Allama Iqbal
Ghazal
yahii ki aur bhii rusvaa kare.nge insaa.n ko
mizaaj-e-shaiKH-o-dil-e-barhaman se kyaa hogaa
Saifi Premi
Nazm
ye matam-e-waqt ki ghaDi hai
kabhii ye farmaan-e-josh-e-vahshat
ki noch kar is ko phe.nk Daalo
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hasb-e-farmaan-e-amiir-e-qaafila chalte rahe
paa-ba-jaulaa.n diida-o-lab-doKHta chalte rahe
Syed Naseer Shah
Ghazal
merii nazar nahii.n nigah-e-shaiKH-o-barhaman
pastii nahii.n hai 'arsh kii rif.at hai zindagii
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
sarkashaan-e-ishq phir aamaada-e-fariyaad hai.n
phir ko.ii farmaan-e-qatl-e-aam jaarii kiijiye
Midhat-ul-Akhtar
Ghazal
mizaaj-e-shaiKH-o-barhaman kii barhamii ma.aluum
ki ab hayaat kaa ruKH hai KHud-aagahii kii taraf