SEARCH RESULTS
Showing search results for "gandum"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gandum"
Sher
jis khet se dahqaa.n ko mayassar nahii.n rozii
us khet ke har KHosha-e-gandum ko jalaa do
Allama Iqbal
Sher
firaaq-e-KHuld se gandum hai siina-chaak ab tak
ilaahii ho na vatan se ko.ii Gariib judaa
Mohammad Rafi Sauda
Sher
aisaa kahaa.n ye zaa.iqa gandum ke paas hai
roTii me.n maa.n ke haath kii shaamil miThaas hai
Mahmood Ahmad Hashmi
PAGE MATCHES FOR "gandum"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gandum"
Ghazal
lahraa rahii hai.n khet me.n gandum kii baaliyaa.n
aur pahre par bijoke hai.n le kar do-naaliyaa.n
Shafaq Sopori
Qita
jannat se nikaalaa hame.n gandum kii mahak ne
guu.ndhii hu.ii gehuu.n me.n kahaanii hai hamaarii
Anwar Masood
Nazm
farman-e-KHuda
jis khet se dahqaa.n ko mayassar nahii.n rozii
us khet ke har KHosha-e-gandum ko jalaa do
Allama Iqbal
Nazm
aaTa
hazrat aadam pe jo guzrii hai sab ko yaad hai
daana-e-gandum kii zinda aaj tak be-daad hai
Shaukat Thanvi
Ghazal
aaj ik daana-e-gandum ke bhii haqdaar nahii.n
ham ne sadiyo.n inhii.n kheto.n pe hukuumat kii hai
Rahat Indori
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
tahliil hu.e jaate hai.n aavaaz ke sam me.n
taa.ir to chale aa.e the gandum ke bharam me.n
Shahbaz Rizvi
Mazahiya
shauq se laKHt-e-jigar nuur-e-nazar paidaa karo
zaalimo tho.Dii sii gandum bhii magar paidaa karo
Syed Zameer Jafri
Ghazal
jannat se nikaalaa na jahannum se nikaalaa
us ne to mujhe KHosha-e-gandum se nikaalaa
Sohail Akhtar
Ghazal
panap sakaa na KHayaabaa.n me.n laala-e-dil-soz
ki saazgaar nahii.n ye jahaan-e-gandum-o-jau
Allama Iqbal
Nazm
jaun-eliya se aaKHri mulaqat
fareb-e-gandum samajh me.n aayaa to mai.n ne jaanaa
ye ishq kyaa hai ye husn kyaa hai
Tariq Qamar
Ghazal
firaaq-e-KHuld se gandum hai siina-chaak ab tak
ilaahii ho na vatan se ko.ii Gariib judaa