SEARCH RESULTS
Showing search results for "ganj-e-nihaa.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ganj-e-nihaa.n"
Ghazal
sarmaaya-e-dil aur hai sarmaaya-e-jaa.n aur
ye ganj-e-nihaa.n aur hai vo ganj-e-nihaa.n aur
Sham Lal Sahar Dehlvi
Nazm
yaad
dil-e-maayuus me.n hai terii yaad
jaise viiraana me.n ho ganj-e-nihaa.n
Zafar Ahmad Siddiqi
Ghazal
ganj-e-nihaa.n se dil ke to vaaqif hu.e na ham
kyaa faa.eda jo zar ke dafiine pe aa rahe
Meer Hasan
Ghazal
ziist vo kyaa hai jo mauhuum sii ummiid liye
maut kii raah se benaam-o-nishaa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
bahut se gharo.n me.n KHazaane hai.n madfuu.n
nahii.n hai to ganj-e-qanaa.at nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
MORE MATCHES FOR "ganj-e-nihaa.n"
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
hijaab-e-ganj-e-maKHfii me.n nihaa.n the
ilaahii ham kahaa.n aa.e kahaa.n the
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
raah-e-talab me.n azm-e-tajassus javaa.n rahe
manzil jo be-nishaa.n hai mirii be-nishaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
zabaa.n hai be-KHabar aur be-zabaa.n dil
kahe kis tarah se raaz-e-nihaa.n dil
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
san.at kaa naam ganj hai hirfat kaa naam zar
ilm-e-shikam hai mulk ko darkaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mataa-e-dard ko aaKHir kahaa.n kahaa.n rakhte
so mere ganj-e-giraa.n-maaya-e-hunar me.n rahe
Qamar Siddiqi
Ghazal
ba-tama-daarii-e-ganj-e-ma.aaniyaan-e-ajab
shumaar-e-hasrat-e-ganj-e-ravaa.n ko.ii nahii.n hai
Hadis Salsal
Ghazal
aah o fuGaa.n na kar jo khule 'zauq' dil kaa haal
har naala ik kaliid-e-dar-e-ganj-e-raaz hai