SEARCH RESULTS
Showing search results for "garebaan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "garebaan"
Ghazal
huzuur-e-yaar hu.ii daftar-e-junuu.n kii talab
girah me.n le ke garebaa.n kaa taar taar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ab ke kuchh aisii sajii mahfil-e-yaaraa.n jaanaa.n
sar-ba-zaanuu hai ko.ii sar-ba-garebaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
phir vaz'-e-ehtiyaat se rukne lagaa hai dam
barso.n hu.e hai.n chaak garebaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
PAGE MATCHES FOR "garebaan"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "garebaan"
Ghazal
hamesha mai.n ne garebaa.n ko chaak chaak kiyaa
tamaam umr rafuugar rahe rafuu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
u.ngliyaa.n taar-e-garebaa.n me.n ulajh jaatii hai.n
saKHt dushvaar hai haatho.n se dabaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
umr bhar apne garebaa.n se ulajhne vaale
tuu mujhe mere hii saa.e se Daraataa kyaa hai