SEARCH RESULTS
Showing search results for "gavaara"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gavaara"
Nazm
mujhse pahle
tuu ki ma.asuum bhii hai zuud-faraamosh bhii hai
us kii paimaa.n-shikanii ko bhii gavaaraa kar le
Ahmad Faraz
Nazm
jawab-e-shikwa
jaa ke hote hai.n masaajid me.n saf-aaraa to Gariib
zahmat-e-roza jo karte hai.n gavaaraa to Gariib
Allama Iqbal
Ghazal
Meer Taqi Meer
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "gavaara"
Ghazal
yaaraa.n KHushaa ye roz o shab-e-dil ki ab hame.n
sab kuchh hai KHush-gavaar gavaaraa kiye baGair
Jaun Eliya
Sher
bad-qismatii ko ye bhii gavaaraa na ho sakaa
ham jis pe mar miTe vo hamaaraa na ho sakaa
Shakeb Jalali
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Saeed Rahi
Ghazal
kab tak hai tumhaaraa suKHan-e-talKH gavaaraa
is zahr me.n kitnaa hai asar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Geet
tum ko dekhaa to nazre.n ye kahne lagii.n
ham ko chehre se haTnaa gavaaraa nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
lauh-o-qalam
manzuur ye talKHii ye sitam ham ko gavaaraa
dam hai to mudaavaa-e-alam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ik umr chaahiye ki gavaaraa ho niish-e-ishq
rakkhii hai aaj lazzat-e-zaKHm-e-jigar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
jab hai ye KHaana-e-dil aap kii KHalvat ke liye
phir ko.ii aa.e yahaa.n kaise gavaaraa karte
Obaidullah Aleem
Ghazal
ye KHaamushii kaa zahr naso.n me.n utar na jaa.e
aavaaz kii shikast gavaaraa na kar abhii
Saqi Faruqi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
tire 'adam ko gavaaraa na thaa vujuud miraa
so apnii beKH-kunii kii kamii na kii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n ne ilzaam KHushii se liye sab apne sar
aap badnaam huu.n ye kis ko gavaara hogaa






