SEARCH RESULTS
Showing search results for "gul-azaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "gul-azaar"
Ghazal
phuul hairat se hame.n dekhaa kiye vaqt-e-visaal
gul-badan ke saath 'aazar' gulsitaa.n kii sair kii
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
chaman me.n sair kii KHaatir jo gul-izaar aa.e
KHiraaj-e-husn adaa karne barg-o-baar aa.e
Sabiha Nasreen
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "gul-azaar"
MORE MATCHES FOR "gul-azaar"
Ghazal
pahnaa ho bar me.n jaama miraa gul-ezaar surKH
aa.ii hai kyaa maze se chaman me.n bahaar surKH
Fattavat Aurangabadi
Ghazal
samaayaa jab se hai vo gul-ezaar aa.nkho.n me.n
har ek gul nazar aataa hai KHaar aa.nkho.n me.n
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
jalva-faroz dil me.n hai vo gul-ezaar aaj
uf re KHizaa.n-rasiida chaman kii bahaar aaj
Qaisar Haideri Dehlvi
Ghazal
ham Dhuu.nDte hai.n baaG me.n is gul-ezaar ko
jalva ne jis ke rang diyaa hai bahaar ko
Munshi Bihari Lal Mushtaq Dehlwi
Ghazal
phir aayaa jaam-ba-kaf gul-ezaar ai vaa.iz
shikast-e-tauba kii phir hai bahaar ai vaa.iz
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
gul-ezaar aur bhii yuu.n rakhte hai.n rang aur namak
par mire yaar ke chehre kaa saa Dha.ng aur namak