SEARCH RESULTS
Showing search results for "haariye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "haariye"
Sher
mushkil kaa saamnaa ho to himmat na haariye
himmat hai shart saahib-e-himmat se kyaa na ho
Imdad Imam Asar
Ghazal
mushkil kaa saamnaa ho to himmat na haariye
himmat hai shart saahib-e-himmat se kyaa na ho
Imdad Imam Asar
Ghazal
'inshaa' KHudaa ke fazl pe rakhiye nigaah aur
din ha.ns ke kaaT Daaliye himmat na haariye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
sar sham.a saa.n kaTaa.iye par dam na maariye
manzil hazaar saKHt ho himmat na haariye
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "haariye"
Ghazal
zinhaar himmat apne se hargiz na haariye
shiishe me.n us parii ko na jab tak utaariye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
jo zindagii hai to jiitaa rahuu.ngaa furqat me.n
sad haariye mirii aaraam-e-jaa.n bahut achchhaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
piirii me.n kaif-e-ishq se tauba to kiijiye
manzil rahii hai tho.Dii sii himmat na haariye
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Filmi Geet
mire liye mire liye
sabhii hasii.n sabhii javaa.n kahaa.n pe dil ko haariye
Majrooh Sultanpuri
Nazm
jawab-e-shikwa
baada-aashaam na.e baada nayaa KHum bhii na.e
haram-e-kaaba nayaa but bhii na.e tum bhii na.e
Allama Iqbal
Ghazal
rah-e-vafaa me.n hariif-e-KHiraam ko.ii to ho
so apne aap se aage nikal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
haakim-e-shahr bhii majma-e-aam bhii
tiir-e-ilzaam bhii sang-e-dushnaam bhii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ha.nsne kaa shauq ham ko bhii thaa aap kii tarah
ha.nsiye magar ha.nsii kaa mazaa ham se puuchhiye