SEARCH RESULTS
Showing search results for "harkas"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "harkas"
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
zabt laazim hai tumhe.n 'kaukab' faroG-e-ishq me.n
har-kas-o-naa-kas se kah denaa na afsaana kahii.n
Kokab Muradabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "harkas"
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Nazm
shikwa
kabhii ham se kabhii Gairo.n se shanaasaa.ii hai
baat kahne kii nahii.n tuu bhii to harjaa.ii hai
Allama Iqbal
Ghazal
vo kahii.n bhii gayaa lauTaa to mire paas aayaa
bas yahii baat hai achchhii mire harjaa.ii kii
Parveen Shakir
Nazm
jawab-e-shikwa
jo musalmaan thaa allaah kaa saudaa.ii thaa
kabhii mahbuub tumhaaraa yahii harjaa.ii thaa
Allama Iqbal
Ghazal
tumhaare hijr kii shab-haa-e-kaar me.n jaanaa.n
ko.ii charaaG jalaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
badal chukaa hai bahut ahl-e-dard kaa dastuur
nashaat-e-vasl halaal o azaab-e-hijr haraam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ai dil tujhe dushman kii bhii pahchaan kahaa.n hai
tuu halqa-e-yaaraa.n me.n bhii mohtaat rahaa kar










