SEARCH RESULTS
Showing search results for "iqraar-e-vasl"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "iqraar-e-vasl"
Sher
sharm kab tak ai parii laa haath kar iqraar-e-vasl
apne dil ko saKHt kar ke rishta-e-inkaar to.D
Muneer Shikohabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "iqraar-e-vasl"
Ghazal
KHushii se paalte hai.n apnii aastiin me.n saa.np
KHushaa ki hazrat-e-'iqraar' baa-kamaal hu.e
iqraar mustafa
Ghazal
KHudaa hai ek ye 'iqraar' hai so ai duniyaa
KHudaa ko ham nahii.n kahte kisii KHudaa kii tarah
iqraar mustafa
Ghazal
yuu.n chashm-e-iltifaat se kar mujh ko faizyaab
sab puuchhte phire.n ki ye 'iqraar' kaun hai
iqraar mustafa
Ghazal
iqraar-e-vasl to hai aisaa na ho na aa.e.n
mushkil hamaarii ho kar aasaan rah na jaa.e
Fani Badayuni
Ghazal
sharm kab tak ai parii laa haath kar iqraar-e-vasl
apne dil ko saKHt kar ke rishta-e-inkaar to.D
Muneer Shikohabadi
Ghazal
iqraar-e-vasl aur vo mast-e-Guruur-e-naaz
aayaa hai pii ke tuu kahii.n ai naama-bar sharaab
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
iqraar-e-vasl aur vo mast-e-Guruur-e-naaz
aayaa hai pii ke tuu kahii.n ai naama-bar sharaab
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
iqraar-e-shab-e-vasl pe ye tuul are zaalim
dam bhar ke bhii jiine kaa bharosaa nahii.n hotaa