SEARCH RESULTS
Showing search results for "irtikaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "irtikaab"
Ghazal
har sher ko gulaab kiyaa kyaa Galat kiyaa
haa.n teraa intiKHaab kiyaa kyaa Galat kiyaa
Khalid Yusuf
Ghazal
ibaadato.n ke maraatib buland ho.n kaise
tire amal me.n gunaa kaa hai irtikaab Galat
Noor muneeri
Ghazal
is irtikaab-e-tamannaa pe kyaa sazaa doge
tumhaare qadmo.n pe ko.ii agar machal jaa.e
Hosh Nomani Rampuri
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "irtikaab"
Ghazal
kabhii milii hai jo fursat to ye hisaab kiyaa
savaab kitne kiye kitnaa irtikaab kiyaa
Salim Shuja Ansari
Ghazal
mujrim the vo jo kar na sake irtikaab-e-jurm
mulzim huu.n mai.n jo raaz thaa sar-basta kah diyaa
Murtaza Barlas
Ghazal
ab is pe ko.ii na manzil na ko.ii dost sahii
magar ye raasta hii meraa intiKHaab to thaa
Kavish Abbasi
Ghazal
hunar ko lams-e-ma.aanii se me.n gulaab karuu.n
hai.n lafz apne sabhii kis kaa intiKHaab karuu.n
Raunaq Shahri
Ghazal
to kyuu.n sazaa me.n ho tanhaa gunaahgaar ko.ii
yahaa.n to jiite hai.n sab irtikaab-e-KHvaab ke saath
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
guzar chukii hai jo shab iztiraab kaisaa hai
ufuq pe hosh-rubaa iltihaab kaisaa hai
Syed Fakhruddiin Balley
Ghazal
KHirad ne laakh sar-o-barg-e-ijtinaab kiyaa
tirii nigah ko mire dil ne kaamyaab kiyaa