SEARCH RESULTS
Showing search results for "jalsa-e-be-sar-o-saamaanii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "jalsa-e-be-sar-o-saamaanii"
PAGE MATCHES FOR "jalsa-e-be-sar-o-saamaanii"
MORE MATCHES FOR "jalsa-e-be-sar-o-saamaanii"
Sher
sar pe ehsaan rahaa be-sar-o-saamaanii kaa
KHaar-e-sahraa se na uljhaa kabhii daaman apnaa
Zaheer Dehlvi
Ghazal
us se mat kahnaa merii be-sar-o-saamaanii tak
vo na aa jaa.e kahii.n merii pareshaanii tak
Indira Varma
Ghazal
merii miTTii kaa nasab be-sar-o-saamaanii se
kaam kuchh us ko havaa se na talab paanii se
Farhat Ehsas
Ghazal
raah dushvaar bhii hai be-sar-o-saamaanii bhii
aur is dil ko hai kuchh aur pareshaanii bhii
Abrar Ahmad
Ghazal
ek parkaar se kuchh daa.ere hai.n khii.nche hu.e
aur chaltaa hai jahaa.n be-sar-o-saamaanii hai
Khalid Karrar
Ghazal
ishq saamaan bhii hai be-sar-o-saamaanii bhii
usii darvesh ke qadmo.n me.n hai sultaanii bhii
Saud Usmani
Sher
us se mat kahnaa mirii be-sar-o-saamaanii tak
vo na aa jaa.e kahii.n mirii pareshaanii tak
Indira Varma
Sher
yaad aa.ii na kabhii be-sar-o-saamaanii me.n
dekh kar ghar ko Gariib-ul-vatanii yaad aa.ii
Waheed Akhtar
Ghazal
aisii bhii kahaa.n be-sar-o-saamaanii hu.ii hai
jo sab ko mujhe dekh ke hairaanii hu.ii hai
Azeem Haider Syed
Ghazal
ko.ii shikva hai kahaa.n be-sar-o-saamaanii kaa
is me.n bhii raaz nihaa.n hai ko.ii aasaanii kaa
Mohammad Haneef
Ghazal
Alimullah Hali
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
junuun-e-be-sar-o-saamaa.n ba.De shakeb me.n hai
ki taar ab ko.ii daaman me.n hai na jeb me.n hai
Shaukat Wasti
Qita
har nafas be-sar-o-saamaan nazar aa.ii hai
zulf ke misl pareshaan nazar aa.ii hai