SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaav"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "kaav"
Ghazal
naqsh fariyaadii hai kis kii shoKHi-e-tahriir kaa
kaaGzii hai pairahan har paikar-e-tasviir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
jiite-jii kuucha-e-dildaar se jaayaa na gayaa
us kii diivaar kaa sar se mire saaya na gayaa
Meer Taqi Meer
Sher
kaav kaav-e-saKHt-jaanii haa.e-tanhaa.ii na puuchh
sub.h karnaa shaam kaa laanaa hai juu-e-shiir kaa
Mirza Ghalib
Kulliyat
jiite-jii kuucha-e-dildaar se jaayaa na gayaa
us kii diivaar kaa sar se mire saaya na gayaa
Meer Taqi Meer
PAGE MATCHES FOR "kaav"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "kaav"
Kulliyat
sab khaa ga.e jigar tirii palko.n ke kaav kaav
ham siina-KHasta logo.n se bas aa.nkh mat lagaa.o
Meer Taqi Meer
Nazm
KHala mein bandar
ek ''bono'' naam kaa bandar gayaa souu-e-KHalaa
aadmii kaa kaam hai bandar kaa pha.nstaa hai galaa
Syed Mohammad Jafri
Ghazal
hai tariiqa ko.ii KHvaab-e-vasl kii ta.abiir kaa
mere us ke darmiyaa.n parda hai ik tasviir kaa
Ain Seen
Ghazal
sunaa hai rabt hai us ko KHaraab-haalo.n se
so apne aap ko barbaad kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
teraa Gam hai to Gam-e-dahr kaa jhag.Daa kyaa hai
terii suurat se hai aalam me.n bahaaro.n ko sabaat





