SEARCH RESULTS
Showing search results for "khalid iqbal yasir"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khalid iqbal yasir"
Sher
aabaad bastiyaa.n thii.n fasiilo.n ke saa.e me.n
aapas me.n bastiyo.n ko milaataa hu.aa hisaar
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
kabhii buu.nd buu.nd sahaab me.n use dekhnaa
kabhii naGma naGma rabaab me.n use dekhnaa
Khalid Iqbal Yasir
Sher
jaisii nigaah thii tirii vaisaa fusuu.n hu.aa
jo kuchh tire KHayaal me.n thaa juu.n-kaa-tuu.n hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Khalid Iqbal Yasir
Sher
rahtii hai saath saath ko.ii KHush-gavaar yaad
tujh se bichha.D ke terii rifaaqat ga.ii nahii.n
Khalid Iqbal Yasir
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "khalid iqbal yasir"
MORE MATCHES FOR "khalid iqbal yasir"
Ghazal
ta.abiir se mahruum tire KHvaab bahut the
saada sii kahaanii thii magar baab bahut the
Khalid Iqbal Yasir
Sher
palaT ke aa.e na aa.e ko.ii sune na sune
sadaa kaa kaam fazaa.o.n me.n guu.njte tak hai
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
jaisii nigaah thii tirii vaisaa fusuu.n hu.aa
jo kuchh tire KHayaal me.n thaa juu.n-kaa-tuu.n hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Sher
lagtaa hai zinda rahne kii hasrat ga.ii nahii.n
mar ke bhii saa.ns lene kii aadat ga.ii nahii.n
Khalid Iqbal Yasir
Sher
zamaane ke darbaar me.n dast-basta hu.aa hai
ye dil us pe maa.il magar rafta rafta hu.aa hai
Khalid Iqbal Yasir
Sher
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
lagtaa hai zinda rahne kii hasrat ga.ii nahii.n
mar ke bhii saa.ns lene kii aadat ga.ii nahii.n
Khalid Iqbal Yasir
Sher
haa.n ye mumkin hai magar itnaa zaruurii bhii nahii.n
jo ko.ii pyaar me.n haaraa vahii fankaar hu.aa
Khalid Iqbal Yasir
Sher
bhuul jaanaa thaa jise sabt hai dil par mere
yaad rakhnaa thaa jise us ko bhulaa baiThaa huu.n
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
ko.ii pahle to ko.ii baad me.n ayyaar hu.aa
apnii KHvaahish pe jo vaabasta-e-darbaar hu.aa