SEARCH RESULTS
Showing search results for "khamosh-o-tanhaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "khamosh-o-tanhaa"
MORE MATCHES FOR "khamosh-o-tanhaa"
Ghazal
Masood Tanha
Ghazal
Ramesh Tanha
Hindi Ghazal
meraa kyaa hai mai.n to ehsaas kii lau huu.n 'tanhaa'
jii me.n jab aa.e bujhaa lo ki jagaa lo mujh ko
Ramesh Tanha
Hindi Ghazal
abhii dhuup ruKHsat hu.ii hii thii 'tanhaa'
ko.ii aa gayaa saath le kar sitaare
Ramesh Tanha
Ghazal
tark-e-talab bhii sochiye 'tanhaa' to Thiik hai
lekin phir apne shauq se behtar bhii kuchh nahii.n
Ramesh Tanha
Ghazal
kuchh baat hai ki zo.af-e-basaarat ke baa'd bhii
'tanhaa' ko suujh jaatii hai.n auro.n pe phabtiyaa.n
Ramesh Tanha
Ghazal
'KHaamosh' dekh arz-o-samaa me.n hai kis kaa nuur
suuraj me.n kaun maah-e-daraKHshaa.n me.n kaun hai
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
'KHaamosh' nahii.n qaabil-e-mahfil hai kisii taur
rahne do use bas pas-e-diivaar tumhaare
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
mahfil-e-yaar me.n 'KHaamosh' hai laazim tujh ko
misl-e-parvaana par-o-baal jalaanaa jaanaa
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
islaam qavii hovegaa us vaqt ai 'KHaamosh'
jis vaqt ki ban jaavegaa dil raam hamaaraa
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
jazba-e-shauq se 'KHaamosh' kabhuu rotaa hai
Gam se mahjuurii ke dil to miraa ranjuur nahii.n
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
shikva mat kar tuu chup raho 'KHaamosh'
ishq ke dard-o-Gam kaa kyaa Gam hai
Shah Khamosh Sabri
Ghazal
misaal-e-sham.a KHush jaltaa hai 'KHaamosh'
tirii mahfil me.n jaa.n to hai vahii.n hai