SEARCH RESULTS
Showing search results for "labbaik"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "labbaik"
Ghazal
ye huur-e-bahishtii kii taraf se hai bulaavaa
labbaik ki maqtal kaa silaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
mai.n KHaak KHud tujhe labbaik kahne vaalo.n me.n
mujhe bulaavaa na de meraa intizaar na kar
Anjum Saleemi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "labbaik"
Ghazal
ham bhii labbaik kahe.n aur fasaana ban jaa.e.n
ko.ii aavaaz sar-e-koh-e-nidaa chaahtii hai
Iftikhar Arif
Ghazal
kis kii kashtii tah-e-girdaab-e-fanaa jaa pahu.nchii
shor-e-labbaik jo 'faanii' lab-e-saahil se uThaa
Fani Badayuni
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
guu.nj uTThegaa haram nara-e-labbaik, zamii.n
tere qadmo.n me.n ugal degii KHazaane apne
Adil Mansuri
Ghazal
ho ye labbaik-e-haram yaa ye azaan-e-masjid
mai-kasho qulqul-e-miinaa kii sadaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
labbaik pahle ham ne kahaa thaa rasuul-e-husn
ho kaar-zaar-e-ishq to parcham mile hame.n
Ameer Imam
Ghazal
us ne mirii aavaaz pe labbaik pukaaraa
is aalam-e-Gurbat me.n ik insaan abhii hai
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
mai.n rizq kii aavaaz pe labbaik kahuu.ngaa
haa.n mujh ko zamiino.n se mohabbat nahii.n ko.ii
Asad Badayuni
Ghazal
mai.n ne jis zaat ko labbaik kahaa hai us ke
jalva-e-paak se aage kahii.n kuchh ho to kahuu.n