SEARCH RESULTS
Showing search results for "lazzat-e-fariyaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "lazzat-e-fariyaad"
Ghazal
mariiz lazzat-e-fariyaad kah nahii.n sakte
jo naale kaam na aate to chup rahaa karte
Saqib Lakhnavi
Ghazal
lutf-e-jafaa-e-dost kaa kaise adaa ho shukriya
lazzat-e-sorish-e-jigar dene lagii du.aa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
kahaa.n ham aur kahaa.n ye lazzat-e-Gam
ye sab terii karam-farmaa.iyaa.n hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kitne aziiz hai.n ye masiihaa ko kyaa KHabar
vo zaKHm-e-dil jo lazzat-e-aazaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
MORE MATCHES FOR "lazzat-e-fariyaad"
Ghazal
mere ho.nTo.n pe to ik giit thaa fariyaad na thii
phir ye zanjiir kii jhankaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
dil-daadgaan-e-lazzat-e-iijaad kyaa kare.n
sailaab-e-ashk-o-aah pe buniyaad kyaa kare.n
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
aa.e na aa.e dil ko yaqii.n lekin ai 'ka.nval'
un ke har ek va.ade me.n lazzat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
shiddat-e-zabt kii lazzat ko ghaTaa detii hai.n
aa.nkhe.n naadaan hai.n kyo.n ashk bahaa detii hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
ko.ii masarrat-e-lazzat mujhe na dard kaa Gam
mirii to ziist hii mastaana-vaar guzrii hai
A. D. Azhar
Nazm
sab maya hai
haa.n gaahe gaahe diid kii daulat haath aa.ii
yaa ek vo lazzat naam hai jis kaa rusvaa.ii