SEARCH RESULTS
Showing search results for "mah-jamaal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mah-jamaal"
Qita
dil me.n na jaane kitnii umiide.n liye hu.e
ik mah-jamaal aaj rahaa mahv-e-intizaar
Mahesh Chandra Naqsh
Mazahiya
jaldii me.n mu.nh se lafz jamaalo nikal gayaa
kahnaa ye chaahtaa thaa ki tum mah-jamaal ho
Dilawar Figar
BOOKS MATCHES FOR "mah-jamaal"
MORE MATCHES FOR "mah-jamaal"
Ghazal
naazuk bahut hai rishta-e-ulfat na TuuT jaa.e
itnaa na apne aap ko ai mah-jamaal khii.nch
Dagh Dehlvi
Ghazal
ik pair chhuu gayaa hai kisii mah-jamaal kaa
ab jashn kaa samaa.n saa hai kap.De ke thaan me.n
Rahman Hafeez
Ghazal
agar vo mah-jamaal aa.e shab-e-taariik ai 'saabir'
to zulmat duur ho raushan miraa kaashaana ho jaa.e
Fazal Husain Sabir
Ghazal
us kaa kyaa Thiik ki logo.n ne ba-yak-vaqt 'jamaal'
sar-e-mai-KHaana-o-dargaah use dekhaa thaa
Jamal Ehsani
Ghazal
'jamaal' ham to tujhe ye bhii ab nahii.n kahte
kabhii kisii kaa kahaa maan jaayaa karte hai.n
Jamal Ehsani
Ghazal
mai.n to mar jaa.uu.n usii vaqt agar mujh ko 'jamaal'
ishq se haath kisii aan uThaanaa pa.D jaa.e
Jamal Ehsani
Ghazal
'jamaal' aaj to jaane kii mat karo jaldii
ki phir nasiib ye sohbat dubaara tho.Dii hai
Jamal Ehsani
Ghazal
havas-parast a.ndhero.n ne us ko gher liyaa
ufuq pe jab bhii kisii kaa mah-e-jamaal aayaa