SEARCH RESULTS
Showing search results for "majbuur-e-tamannaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "majbuur-e-tamannaa"
MORE MATCHES FOR "majbuur-e-tamannaa"
Ghazal
armaan nahii.n ko.ii go dil me.n mire lekin
allaah rii majbuurii majbuur-e-tamannaa huu.n
Behzad Lakhnavi
Ghazal
zaraa 'tamannaa' Daro roz-e-hashr se jis din
KHudaa tumhaare gunaaho.n kaa ehtisaab kare
Tamanna Jafri
Ghazal
Tamanna Jafri
Ghazal
ai shahanshaah 'tamannaa' to tujhe mil na sakii
us kii muurat tire aivaan me.n rakh dii ga.ii hai
Tamanna Jafri
Ghazal
tai ho chukii.n shikast-e-tamannaa kii manzile.n
ab is ke baad girya-e-be-iKHtiyaar hai
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
barsaa hai kis babuul pe abr-e-bahaar-KHez
itnaa haraa to zaKHm-e-tamannaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
duniyaa me.n rahe silsila-e-husn mujhe kyaa
ai vaqt miraa ahd-e-tamannaa na rahegaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
jur.at-e-arz-e-tamannaa mujhe kyo.n kar ho 'ka.nval'
KHaatir-e-husn pe har baat giraa.n guzrii hai
Kanval M. A
Ghazal
phir tamannaa ne baal-o-par Dhuu.nDe
gir ke vo bhii sa.nbhal rahii hai kyaa
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
kar ke iz.haar-e-tamannaa phir ko.ii
dosto.n ko aazmaanaa chaahiye
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
saare din karte hai.n ham dasht-e-tamannaa kaa safar
gard chehre pe liye shaam ko ghar aate hai.n