SEARCH RESULTS
Showing search results for "marham-e-dil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "marham-e-dil"
Sher
tumhaarii yaad kaa marham banaam-e-dil kar duu.n
tamaam hijr ke zaKHmo.n ko mundamil kar duu.n
Khalid Mubashshir
Sher
tumhaarii yaad kaa marham banaam-e-dil kar duu.n
tamaam hijr ke zaKHmo.n ko mundamil kar duu.n
Khalid Mubashshir
Ghazal
tumhaarii yaad kaa marham banaam-e-dil kar duu.n
tamaam hijr ke zaKHmo.n ko mundamil kar duu.n
Khalid Mubashshir
BOOKS MATCHES FOR "marham-e-dil"
MORE MATCHES FOR "marham-e-dil"
Sher
is shahr me.n to kuchh nahii.n rusvaa.ii ke sivaa
ai 'dil' ye ishq le ke kidhar aa gayaa tujhe
Dil Ayubi
Ghazal
ban ga.ii husn-e-talab bhii to mu.amma ai 'dil'
dard maa.ngaa thaa vo samjhe ki davaa maa.ngii thii
Dil Ayubi
Ghazal
ishq to zinda-e-jaaved banaa detaa hai
ishq ke baab me.n mafhuum-e-fanaa kuchh bhii nahii.n
Dil Ayubi
Ghazal
ha.ngaam-e-KHair-maqdam-e-sub.h-e-nashaat hai
parvaana-vaar shaam se raqs-e-sharar karo
Dil Ayubi
Ghazal
ai 'dil' inhe.n idraak kahaa.n namratiyo.n kaa
jo kahte hai.n pal bhar me.n bayaabaa.n se guzar jaa
Dil Ayubi
Ghazal
faa’ilaatun kaa nasha jin pe cha.Dhaa hai ai dil
vo mere fan kii sataa.ish nahii.n karne vaale
Dil Sikandarpuri
Ghazal
kyo.n havaa ham ko samajhne lagii dushman ai dil
ham diye bechte phirte hai.n salaa.ii to nahii.n