SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashgale"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mashgale"
Ghazal
Gazal kahuu.n kabhii saada se KHat likhuu.n us ko
udaas dil ke liye mashGale talaash karuu.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
bha.nvar me.n phir hame.n kuchh mashGale the
vo bechaara to saahil par rahaa thaa
Shariq Kaifi
Sher
Anjum Rumani
Ghazal
'jauhar' is ek dil ke liye itne mashGale
kii hai KHudaa kii chaah to ishq-e-butaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mashgale"
Ghazal
mizaaj-e-Gam ne bahar-taur mashGale Dhuu.nDe
ki dil dukhaa to ko.ii kaam-vaam mai.n ne kiyaa
Saud Usmani
Ghazal
Gam-e-dauraa.n mire baazuu-e-shikasta se na khel
mashGale merii javaanii ke liye aur bhii hai.n
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Anjum Rumani
Sher
kartaa huu.n ek KHvaab ke mub.ham nuquush yaad
jab se khulii hai aa.nkh isii mashGale me.n huu.n
Ibraheem Hosh
Ghazal
daur-e-falak ke shikve gile rozgaar ke
hai.n mashGale yahii dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Gopal Mittal
Ghazal
mashGale kibr-sinii me.n vahii bachpan vaale
kabhii tasviire.n kabhii aa.ine ghar me.n rakhnaa