SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashgale"
Ghazal MATCHES FOR "mashgale"
Ghazal
Gazal kahuu.n kabhii saada se KHat likhuu.n us ko
udaas dil ke liye mashGale talaash karuu.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
bha.nvar me.n phir hame.n kuchh mashGale the
vo bechaara to saahil par rahaa thaa
Shariq Kaifi
Ghazal
'jauhar' is ek dil ke liye itne mashGale
kii hai KHudaa kii chaah to ishq-e-butaa.n na ho
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
mizaaj-e-Gam ne bahar-taur mashGale Dhuu.nDe
ki dil dukhaa to ko.ii kaam-vaam mai.n ne kiyaa
Saud Usmani
Ghazal
Gam-e-dauraa.n mire baazuu-e-shikasta se na khel
mashGale merii javaanii ke liye aur bhii hai.n
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Anjum Rumani
Ghazal
daur-e-falak ke shikve gile rozgaar ke
hai.n mashGale yahii dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Gopal Mittal
Ghazal
mashGale kibr-sinii me.n vahii bachpan vaale
kabhii tasviire.n kabhii aa.ine ghar me.n rakhnaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
be-Garaz nahii.n jaataa ab ko.ii ayaadat ko
ab to Gam-gusaarii ke mashGale bhii zaKHmii hai.n
Shamshad shaad
Ghazal
tumhe.n bataa.uu.n ki kis mashGale se aa.ii hai
mirii nazar me.n chamak ratjage se aa.ii hai
Kamran Ghani Saba
Ghazal
do mashGale aziiz hai.n is hijr-zaad ko
bistar pe leTnaa kabhii pa.nkhe ko ghuurnaa
Imran Rahib
Ghazal
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
baT ke rah jaataa hai insaan ka.ii hisso.n me.n
mashGale paidaa ajab hote hai.n bekaarii se