SEARCH RESULTS
Showing search results for "mashiyyat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mashiyyat"
Ghazal
allaah-re fareb-e-mashiyyat ki aaj tak
duniyaa ke zulm sahte rahe KHaamushii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Saghar Siddiqui
Sher
dene vaale kii mashiyyat pe hai sab kuchh mauquuf
maa.ngne vaale kii haajat nahii.n dekhii jaatii
Parveen Shakir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mashiyyat"
Ghazal
fitrat kii mashiyyat bhii ba.Dii chiiz hai lekin
fitrat kabhii be-bas kaa sahaaraa nahii.n hotii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
maGrib me.n jo Duube use mashriq hii nikaale
mai.n KHuub samajhtaa huu.n mashiyyat kaa ishaara
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
'ishq ik baar mashiyyat ko badal saktaa hai
indiya apnaa magar kuchh nigah-e-naaz to de
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ho kaise jabr-e-mashiyat ko is du.aa kaa lihaaz
jo ek baar mile phir kabhii judaa hii na ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
'ishq bas me.n hai mashiyyat ke aqiida thaa miraa
us ke bas me.n hai mashiyyat mujhe maa'luum na thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
idhar terii mashiyyat hai udhar hikmat rasuulo.n kii
ilaahii aadmii ke baab me.n kyaa hukm hotaa hai
Josh Malihabadi
Ghazal
aatii hai dulhan ban ke mashiyyat kii jilau me.n
aavaargri-e-aadam-o-havvaa mire aage