SEARCH RESULTS
Showing search results for "midaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "midaad"
Sher
o ataarid zuhal-e-nahis se Tuk maa.ng midaad
baKHt kaa maajraa likhtaa huu.n siyaahii denaa
Mirza Zahirddin Azfari
Ghazal
ye ruuh barso.n se dafn hai tum madad karoge
badan ke malbe se is ko zinda nikaalnaa hai
Umair Najmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "midaad"
Marsiya
ai mursilaan-e-haq ke madad-gaar al-Giyaas
ai be-kaso.n ke vaaris o sardaar ul-Giyaas
Meer Anees
Nazm
chakle
madad chaahtii hai ye havvaa kii beTii
yashodhaa kii ham-jins raadhaa kii beTii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
vo jo maujuud nahii.n us kii madad chaahte hai.n
vo jo suntaa hii nahii.n us ko pukaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
allaah Gariibo.n kaa madad-gaar hai 'raanaa'
ham logo.n ke bachche kabhii sardii nahii.n khaate


